Kamjor Najar Ko Tez Karne Ke Upay

Kamjor Najar Ko Tez Karne Ke Upay

Namaskar dosto, sawagat hai app ka is post mai. Ajj hum kamjor najar ko acha karne ke kuch upay bare charcha karenge.

Is post ka maqsad app ko kuch upay dena jis se app ki kamjor najar achi ho sakti hai. Aasha hai app ko ye post informative lage gi. Agar post passand aaye to jaroor apne friend’s ke saath share kare.

 

Computer or Mobile Screen Ko Kitna Time Dekhe?

Ajj kal ki life mai computer or mobile hamari jindagi ka lazmi part ban gaya hai, sare log ya to computer use karte hain ya mobile, dono devices ke screen sai redials nikalti hai or direct app ki najar pe effect karti hai.

Agar app long time se computer ya mobile use karte hain to jaroor app ki najar pe asar padega or app ki najar kamjor hogi.

 

Kamjor Najar Ko Tez Karne Ke Upay

Apni najar ko kmajor hone sai mehfooj rakhne ke liye app ko electric devices ka use kam karna hoga or screen resolution ko kam rakhna hoga.

 

Safety Chasma ka Use Kaise Karein?

Hamesha jab bhi computer, mobile ya TV ko Dekhe to safety chasma jaroor istimal kare. Safety chasma app ki najar ko direct radiation sai mehfooj rakhta hai or screen ko long time tak na dekhein.

Mobile ya computer ki screen ko dim light kare or short time ke liye use kare. Safety chasma app ki najar ke liye bohot ziyada jaroori hai.

 

Apne Ankhoon Ko Rest Kaise De?

Agar app kisi office mai job karte or app ka kam computer ya laptop pe hai to continue computer pe kam na kare.  Kuch time ke liye jaroor rest kare or phir dobara kam kare.

Ghar mai mobile or computer ka use kam kare or television ko bhi kuch time tak view kare. Bad pe jane sai pehle clean pani sai face or eye ko dohye or jaldi so jaye takeh app ke ankhoon ko maximum rest mile.

 

Subah Ke Time Thanda Pani Use Karein?

Morning ko jab bad sai uth jaye to thande pani sai face or eyes ko saaf kare or breakfast mai lemon juice or vegetable soup lain.

Morning mai kuch time bager shoes ke grass pe walk kare or apne feet ko fresh hone de. Feet ka najar ke saath direct connection hai is liye feet ko ziyada garam na hone die or open lace up shoes ka use kare.


Kamjor Najar Ko Tez Karne Ke Upay

 

Natural Foods Ka Istimal Kaise Karein?

Natural foods mai gajar or kheera app ki najar ke liye bohot mufeed hai. Apne khane ki recipe mai gajar or kheera ka ziyada use kare. Din mai 1 gajar jaroor khaye or apne feet ko thande pani mai kuch time dup kare.

 

Sone Se Pehle Tea Bags Ka use Kare?

Chai ki patti app ki ankhoon ki jabardast safai karti hai.  Raat ko Sone se pehle used tea bags ko apne ankhoon ke upar rakh le.

Kuch time baad apne ankhoon ko pani se saaf kare. App kheere ko bhi apni ankhoon pe kuch time ke liye laga ke chore dein, is practice se app ki ankhien bilkul saaf hongi or najar bhi achi hogi.

 

Qareeb Ki Nazar kamzori ka Ilaj:

Nazar qareeb ki ya door ki agar kamzor ho to bohot preshani hoti hai. Sab kuch blur nazar aata hai or jindagi kuch maza nahi rehta. Qareeb ki nazar kamzori ka ilja ke bohot sare tarike hain, magar un sab mai sab se acha tarika ye keh app har subha fresh grass ke upar without shoes pedal walk kare. Daily 10 minute ki walk app ki qareeb ki kamzor nazar ka natural Ilaj hai.

 

Kamjor Najar Ko Tez Karne Ke Upay

Kamzor Nazar Ka Desi Ilaj:

Desi ilaj pe baat karne se pehle app ko kuch baatoon ka khayal rakhna hoga, desi ilaj ka result bohot time baad aata hai or ye confirm bhi nahi hota keh desi ilaj sai app ki nazar theek hogi.

Kamzor nazar ka natural ilaj ye keh app din mai 1 gajar ko jaroor khaye or sham ko kheera ka chilka apne ankhoon pe jaroor lagaye.

 

Nazar Tez Karne Ka Nuskha Kia Hai?

Yahan pe sirf chand baatoon ka khaas khayal rakhe to app ki nazar tez ho sakti hai.  Gajar ka istimal,  kheere ka istimal, vegetables ka istimal, fruits ka istimal, fresh air, safety chasma, electric devices ka kam se kam istimal, ankhoon ko proper rest, bare feet morning walk.

Ye kuch baatoon ko apne zehen mai rekhe or in pe amal kare app ki nazar jaroor tez hogi. 

No comments:

Welcome to comments

Powered by Blogger.